(Verse 1)
Main toh baadalon se tur jaaungi
Main toh apna hi sur paaungi
Hai joh crazy crazy sapne mere
Saare chunke main bunn aaungi
(Pre-Chorus)
Haan maana iss duniya ki hoon hi nahin main
Apni hi duniya banaaungi
(Chorus)
Ke ek zindagi meri, sau khwaaishaan
Haan ek zindagi meri, sau khwaaishaan
Main poori, main poori, main poor karaan
Ek zindagi meri sau khwaaishaan
Main jeena, main jeena, main poori tarhaan
Main jeena, main jeena, main poori tarhaan
(Verse 2)
Sabki rok hai, tok hai, nok hai, jhok hai
Par dil mein phir bhi hope hai, hai na
Life thhodi hard hai, andekhe card hai
Par hum bhi toh star hai, hai na
(Pre-Chorus)
Ke maana iss duniya ki hoon hi nahin main
Apni hi duniya banaaungi
(Chorus)
Haan ek zindagi meri, sau khwaaishaan
Ek ek main poori karaan
Ke ek zindagi meri, sau khwaaishaan
Main jeena, main jeena, main poori tarhaan
Main jeena, main jeena, main poori tarhaan